Madhose hoon Ghum hoon Kaheen Auo yahan Yoon he kabi, Khamose hoon kiyon behkarar Auo yahan tum aek Bar,
Ansooun mein chupey hai sare gham chahat teri na ho kaam bas yeh he dua, Bichar kai bhee alaag na ho saka muje se tu, teri Yaadein sansoo mein Rahi har dam kabi socha na tha kay kabi wo kadam chore jaein gey mujhey,
Chupe mein nai na Be-zabaan kuch tu sunu yoon he sahi keh do jo tum bas aek bar marey ho tum yoon he kabi,
Ansooun mein chupey hai sare gham chahat teri na ho kaam bas yeh he dua, Bichar kai bhee alaag na ho saka muje se tu, teri Yaadein sansoo mein Rahi har dam kabi socha na tha kay kabi wo kadam chore jaein gey mujhey,
Sadyoon ki hai yeh lagan kaise kar doon mein khatam, tu agey bi hai aur jahan Ab shuroo nai daastan,
Ansooun mein chupey hai sare gham chahat teri na ho kaam bas yeh he dua, Bichar kai bhee alaag na ho saka muje se tu, teri Yaadein sansoo mein Rahi har dam kabi socha na tha kay kabi wo kadam chore jaein gey mujhey,
Chor jaein ge muje... ... ... ... ...Chor jaein ge muje... ... ... ... ... AAAAAaaaaAAAAAaaaaaaAaaa,
Madhose hoon Ghum hoon Kaheen Auo yahan Yoon he kabi, Khamose hoon kiyon behkarar Auo yahan tum aek Bar,



Sign In
Create Account

Donator
Back to top









