Here we provide you Parvarish drama OST title song with high resolution and good result. Parvarish drama is written by Maimuna Khursheed and directed by Mohsin Mirza. The story of three victim children and their family, where they face many difficulties and hardships because of the way they have been raised up. Parvarish drama title song is sung by Been Khan and Sahir Ali Bagga. You can download audio, video and lyrics in our website very easily. For more please visit our website LahoriMela.com
Parvarish Title Song Info:
Drama: Parvarish
Director: Mohsin Mirza
Writer: Maimuna Khursheed
Cast: Azfar Rehman, Sidra Batool, Anum Fayyaz, Mahmood Akhtar, Sundas Tariq, Saba Faisal, Babar Khan, Naveed Raza, Firdous Jamal, Seemi Pasha and many others
Channel: ARY Digital
OST: Parvarish
Singer: Beena Khan and Sahir Ali Bagga
Parvarish Title Video Song:
Parvarish Title Audio Song MP3 OST:
![]() |
Download: ![]() Added: December 26, 2014 Downloads: 2,049 Times File Size: unknown Category: Pakistani Drama Title Songs Description: Parvarish Drama Title Song Mp3 OST ARY Digital |
Parvarish Title Song Lyrics:
Kahan hoti hai thandi chahun
Kyun chalti hain nange paon
Woh pehla lafz jo bola tha
Izhaar ka rasta khola tha
Maa jo hoti hai sab se juda
Woh aks mera kis se kahon
Ab apni parwarish ap karon
Kiya khud se saari baat karon
Ab apni parwarish ap karon
Kiya khud se saari baat karon
Aa dekh zara kis haal mein hai
Mere khawab ke par kis jaal mein hain
Aa dekh zara mere chehre ko
Mere aksh tere khadukhal mein hain
Ab kitni hai baqi ye saza
Ye saari saza kaise sahun
Ab apni parwarish ap karon
Kiya khud se saari baat karon
Ab apni parwarish ap karon
Kiya khud se saari baat karon
Rishty ki gaod ki narmi se
Jarry mein dhoop nikalti hai
Mere apne hath ke takiye se
Ye tanha raat phisalti hai
Ik naa kar deti hai ab aur juda
Ye sab nasuda kaise chalon
Ab apni parwarish ap karon
Kiya khud se saari baat karon
Ab apni parwarish ap karon
Kiya khud se saari baat karon
Kahan hoti hai thandi chahun
Kyun chalti hain nange paon
Woh pehla lafz jo bola tha
Izhaar ka rasta khola tha
Maa jo hoti hai sab se juda
Woh aks mera kis se kahon
Ab apni parwarish ap karon
Kiya khud se saari baat karon
Ab apni parwarish ap karon
Kiya khud se saari baat karon